Laura
Bhaag Aaj, main 5k race bhaag. Yah sundar din tha. Yah garm naheen tha. Main umr ke lie, tisre thi. Main bahut khush thi. Ek saptah mei, main 10k bhagengi thi. Mujhe yah bahut duur hai. Main pareshan huun.
Oct 5, 2014 2:51 AM
Corrections · 2
1

Bhaagna

Aaj maine 5k ki race bhaagi. Aaj sundar din tha aur garm bikul naheen tha. Main race mein tisre thi. Main bahut khush thi. Ek saptah mei, main 10k bhagoongi. Mere liye yeh bahut jayda hai isliye main pareshan huun.

 

Note: Next time include English as well. Some sentences don't make sense.

October 6, 2014

Dodh (दौड़)

 

Aaj (आज) maine (मैंने) 5k dodh ( दौड़) pratiyogita (प्रतियोगिता) mein (में) bhaag (भाग) liya (लिया)। 

Today i participated in the 5k race.

 

Aaj (आज) kaafi (काफी) sundar (सुन्दर) din(दिन) tha (था) aur (और) garmi (गर्मि) bhi (भि) nahi (नहीं) thi (थी)।   

It was a really beautiful day and it wasnt even hot.

 

Main (मैं) apni (अपनी) umr (उम्र) ki (कि) shreni (श्रेणी) mein (में) teesre (तीसरे) sthaan (स्थान) par (्पर) aayi(आई)। 

For my age category, I placed third. 

 

Mujhe(मुझे) bahut (बहुत) khushi (्खुशि) hui(हुइ) । 

I'm very happy.

 

Ek (एक) saptah (सप्ताह) mein (में) main (मैं) 10k dodh ( दौड़) pratiyogita (प्रतियोगिता) mein (में) bhaag (भाग) lene (लेने) waali (वाली) hoon (हून) ।

In a week, I will be participating in the 10k race.

 

Mujhe (मुझे) thoda (थोड़ा) dar (डर) lag (लग) raha (रहा) hai (है) kyonki (क्योंकि) yeh (येह) kaafi (काफी) lambi (लम्बि) hogi (होगी)  ।

I'm a little scared as it will be a long race. 

November 2, 2014
Want to progress faster?
Join this learning community and try out free exercises!