My day
Toh is subah ko main apni gaari chalaane wala tha. lekin phir gaari shuru nahi ho rahi thi. to main ne socha k "kya huwa meri gaari ko?" to uske baad maine apne abbu ko phone kiya aur unhen bataya aur unhon ne kaha k "shayad tumhaari battery kharab ho gyi hay kyonke tum kuch dinon se apni gaari istamal nahi kar rahay." to uske baad maine apne dada ko phone kiya, aur unhen kaha k agar wo mujhe kisi dukan lay jaa sektay hain nayi battery khareedne ke liye. aur unhon ne kaha theek hay. to phir hum dukan gaye. nayi battery khareedi. aur phir ghar wapis aa gaye. jab hum ghar pohonch gaye, humne gaari ko nayi battery lagaai. aur phir hum ne gaari ko shuru kiya. aur gaari kam kar rahi thi. koi mas'ala nahi tha. toh main ne socha k main apni gaari taiz drive ke liye lay jaunga takay main gaari ki kaarkardagi check kar sakoon. 2 minutes k baad gaari dobara band ho gayi. to pata nahi meri gaari ke saath kya mas'ala hai.
Nicely done! Please use punctuations for better readability. And in the middle of the narrative you switched from past tense to present. You have to be consistent in that regard just like you do in English.
My day
Toh is subah ko main apni gaari main chalane wala tha lekin phir gaari shuru nahi ho rahi, toh mujhe laga k "kya huwa apni gaari main?" toh uske baad maine apne abu ko phone kiya aur use bataya aur usne kaha k shayad apka battery kharab ho gya kyonke tum kuch dinon se apni gaari istamal nahi kiya, toh uske baad maine apne dada ko phone kiya aur use bataya ke wo mujhe ek dukan lay jaa sekty hain naya battery khareedne ke liye. aur usne kaha theek hai toh phir hum dukan jaty hain naya battery khareedty hain aur phir ghar wapis jaaty hain. jab hum ghar par pohonche toh humne gaari ko naya battery lagayay aur phir hum gaari shuru karte hain aur gaari kaam kar rahi thi koi masla nahi hai, toh mujhe laga k main apni gaari taiz drive karne ke liye jaunga takay main gaari ki kaarkardagi check kar sakoon. 2 minutes k baad gaari dobara band ho gayi toh pata nahi meri gaari ke masla kya hai
My day
Toh is subah ko main apni gaari main chalane wala tha lekin phir gaari shuru nahi ho rahi,
Aj subha mein apni gari chalany laga to wo "start" nai ho rahi thi.
toh mujhe laga k "kya huwa apni gaari main?" toh uske baad maine apne abu ko phone kiya aur
mein sochnay laga ke kia hua gari ko. Mein ne apne abu ko phone kia
use bataya aur usne kaha k shayad apka battery kharab ho gya kyonke tum kuch dinon ke liye
unhon ne kaha ke shaid gari ki battery kharab ho gai ho kiyonke tum ne kuch dino se
apni gaari istamal nahi kiya, toh uske baad maine apne dada phone kiya aur use bataya agar wo
apni gaari istamal nahi ki. Phir mein ne apny dada ko phone kiya to unhon ne kha k wo
mujhe ek dukan lay jaa sekty hain naya battery khareedne ke liye. aur usne theek kaha toh
wo muje aik dukan pe le ja sakty hein nayee battery khareedne k liye.
phir hum dukan jaty hain naya battery khareedty hain aur phir ghar wapis jaaty hain. jab hum
phir hum dukan pe gaye or nayee battery khareedi or ghar wapis aa gye.
ghar par pohonch chuky hain humne gaari ko naya battery lagayay aur phir hum gaari shuru karty hain
ghar pohanch ke hum ne gari mein nayii battery lagaii or gari start ki
aur gaari kam ho rahi thi koi masala nahi hai, toh mujhe laga k main apni gaari main taiz drive karne ke liye jaunga takay main gaari ki kaarkardagi check kar sakoon.
or gari start ho gaii koi or masla nai tha. Mein ne socha k gari taiz chalaon taa ke gaari ki kar kardagi check kar sakoon.
2 minutes k baad gaari dobara band ho gayi toh pata nahi meri gaari ke masla kya hai
2 minute k baad gari dobara band ho gayii. Pata nai meri gari ka masla kiya hai.