Site Feedback

Resolved questions
अंग्रेजी में, जब हम एक घर से नए घर तक अपने सामन लेके जा रहे हैं, तब हम कहते हैं कि "I am movin

Additional Details:

pata nahi kya hua mere savaal ko. main poochh raha tha ki jab hum "I am moving" (jaise ki hum ek ghar se naye ghar tak jaa rahe hain) tab humko kya kehna chahiye? kya hum isko 'hilne' ka istemaal kar sakte hain? yaa iska hindi anuvaad kuchh alag hai?

For learning: Hindi
Base language: Hindi
Category: Language

Share:

1 comment

    Please enter between 2 and 2000 characters.

     

    Answers

    Sort by:
    Best Answer - Chosen by Voting
    namaste dost :)

    Nahi hum Hilne shabd ka upyog nahi karte. Mere anusar jab log kehna chahtein hain I am moving to woh kehte hain "Main ghar badal raha hoon" literally meaning I am chaging house.

    Asha karta hoon mera uttar tumhare liye sahayak sidhh hoga :)

    Mainey pehle bhi tumhari entries padi hain. Tumhari Hindi bahut achchhi hai. Keep it up :) Bhavishya ke liye shubh kaamnayein :)



    Submit your answer


    Please enter between 2 and 2000 characters.

    If you copy this answer from another italki answer page, please state the URL of where you got your answer from.