Ryan
Question about Hindi Hey kya ap mujhe bata sekty hain k agar yeh jumla sahi hai "Apki ammi ne mujhe "hi" bolwayi " Umeed hai k ap samajh sekhty hain lekin agar nahi main apko ungrezi main bataunga. Main kehna chahta tha "Your mom made me say hi" Doosre misaal "Meri aami ne mujhe gaari saaf karwayi" Ungrezi main "My mum made me clean the car" My sentence are probably completely wrong, lekin umeed hai k ap meri madad kar sekty hain :) Aur wesy zara mujhe zyada misaal de den :)
Sep 12, 2014 3:35 PM
Answers · 8
aapkii ammii ne mujh se "hi" bulwaayaa merii ammni ne mujh se gaadii (gaaRii) saaf karwaayii
September 13, 2014
i'm willing to help you in urdu..
October 11, 2014
ammi = MOM in Urdu. maa/mata = MOM in Hindi. Urdu- Hinglish- "Apki maa/mata ne mujhse "hi" bulwaya tha" English- "Your mom made me say hi" Hinglish- "Meri mata/maa ne mujhse gaadi saaf karwayi thi" English- "My mum made me clean the car"
September 18, 2014
Aapki ammi ne mujhse "hi" bolwayaa Meri ammi ne mujhse gaari saaf karwai
September 16, 2014
You posted in the wrong thread. This is all Urdu not Hindi.
September 12, 2014
Show more
Still haven’t found your answers?
Write down your questions and let the native speakers help you!