Aaron
bhasha sathi Mujhe ek-do log milna chahiye jinko mere saath Angrezi mei aur Hindi mei bhi baat karna chahiye. Mera iccha hai ki tum mere saath abhyas bolne to ham donong prabhav lagenge.
27 mars 2015 17:26
Corrections · 2

bhasha sathi

Mai ek-do logo se milna chahunga jo mere saath Angrezi mei aur Hindi mei bhi baat karna chahenge. Meri iccha hai ki aap* mere saath bolne ka abyas kare to ham dono logon ko fayda hoga*.

 

Notes:

Tum- tum is used for people whom you are familiar with who are younger than or equal to you. Aap (आप) is used for elders and strangers, since it is respectful.

Prabhav lenge- it literally translates to 'will be affected '. It seems a bit awkward. I corrected it to फायदा होगा which means will be benefited. 

 

29 mars 2015

bhasha sathi

Mujhe ek-do log milna chahiye jinko mere saath Angrezi mei aur Hindi mei bhi baat karna chahiye. Mera iccha hai ki tum mere saath abhyas bolne to ham donong prabhav lenge.

28 mars 2015
Vous souhaitez progresser plus vite ?
Rejoignez cette communauté d'apprentissage et essayez les exercices gratuits !