Mera Taruf
Aslam Alaikum,
Mera naam Mohammed Ahmed hai par piyaar say log "Bud" kehtay hain, jokay mera nickname bee hai. Main Pakistan say hoon, Urdu aur Punjabi meri madri Zuban hai, Mujhay English bee bauhat achi tarhan aati hai, Main yahan logon Ko English, Urdu aur Punjabi main madad karta hoon. Mujhay kisi ki madad kar kay bauhat khushi mahsoos hoti hai. Agar kisi ko Urdu, English ya Punjabi main madad darkar ho tau meharbani farma kar rabta kijiye. Bauhat Shukriya
Allah Hafiz
다양한 영어 선생님을 검색해 보세요...
교정 · 4
0
Sure, if you need any kind of help you can ask me
0
HEY BUD PLEASE TEACH FOR ME URDU, YOU VERY GOOD UNDESTAND LENGUAGEM,,,,,PLEASE
0
Hi thanks.
0
Hello you good,,
더 빨리 진행하고 싶나요?
이 학습 커뮤니티에 참여하고 무료로 연습해보세요!
집에서 편안하게 언어를 배울 수 있는 기회를 놓치지 마세요. 경험 많은 강사진을 살펴보고 지금 바로 첫 수업을 신청하세요!
오늘 학습 시작하기
