교정 · 4
Namaste/Namashkaar
Mera Naam Alicia hain. Mein France ki rahne waali hoon. Muje Hindi theek se bolni ya likhni nahi aati. Isse pehle mein Pakistan mein thi. Waha maine khafi Hindi movies dekhi hain jis wajah se mera Hindi ke prati lagaav bada hain aur mein Hindi seekhna chahti hoon.
Translation :
My name is Alicia and I'm from France. I don't know how to speak/write Hindi fluently. I used to live in Pakistan before, wherein I used to watch a lot of Hindi movies like jab thak hain jaan, humhari Adhuri kahani and many more and I found the language to be quite Interesting hence would love to learn Hindi.
Namaste
Mera naam Alicia hai. Main French hun. Main Hindi bahut thodi si bolati hun. main pakistan me thi. Main indian movies ki tarah (Jab tak hai jaan, Hamari Adhuri Kahani…) hindi sikhna chahati hun.
Namaste
Mera naam Alicia hai. Main French hoon. Main Hindi bohot kam bolti hain. main paakistaan men thi. Main indian movies kee tarah (Jab tak hai jaan, Hamari Adhuri Kahani…). Main hindee seekhana chaahti hoo
더 빨리 진행하고 싶나요?
이 학습 커뮤니티에 참여하고 무료로 연습해보세요!
집에서 편안하게 언어를 배울 수 있는 기회를 놓치지 마세요. 경험 많은 강사진을 살펴보고 지금 바로 첫 수업을 신청하세요!
오늘 학습 시작하기
