다양한 영어 선생님을 검색해 보세요...
Tomoko
Quick introduction of myself Mera naam Tomoko hai. Main Japan se hun, aur mera pati American hai. Hum ek beta hai, Hum New Delhi main rahete hai. Main Ghar patnee hun. Mera do behaine hai. Mujhe Hawaiian gaana, masala chai, aur bhaarateey kvijin khaanaa banaanaa pasand hai. Main Hindi padh rahi hoon, kyonki, Main logon se baat karana chaahate hai.

교정 · 6

1

Quick introduction of myself

Mera naam Tomoko hai.
Main Japan se hun, aur mera pati American hai.
Humare ek beta hai,
Hum New Delhi main rahete hai.
Main ghar par hi rahti hu
Meri do bahine hain.
Mujhe Hawaiian khaana, masala chai, aur bhaarateey kvijin khaanaa banaanaa pasand hai.
Main Hindi padh rahi hoon, kyonki,
Main logon se baat karna chaahati hu.

0

Quick introduction of myself

Mera naam Tomoko hai.
Main Japan se hun, aur mera pati American hai.
Hamaara ek beta hai,
Ham New Delhi me rahate hain.
Main grahini (house wife) hun.
Meri do bahine hain.
Mujhe Hawaiian gaana, masala chai, aur bharatiya khaanaa banaanaa pasand hai.
Main Hindi padh rahi hoon, kyonki,
Main logon se baat karana chaahati hun.

0
it is hindi written in english

더 빨리 진행하고 싶나요?

이 학습 커뮤니티에 참여하고 무료로 연습해보세요!

집에서 편안하게 언어를 배울 수 있는 기회를 놓치지 마세요. 경험 많은 강사진을 살펴보고 지금 바로 첫 수업을 신청하세요!

오늘 학습 시작하기