Sunita
Can anyone translate this for me? Shahar dar shahar Liye phir ta hum tanha hai ho kaun sa naam hu me teri shanna thayi ko koi mehfil ho tera naam ko aaja tha hai jaan kar saat laga raha hai rus wahi ko jis tharaf jayiye hai kauk lag lafson kahajoon kaun samje yahaan awaaz ki gehrahai ko Koob baat hum mein duniyaan ke chalan se Rashid Mein ne parbat nahi samja hai kabi rai ho
2014년 2월 10일 오전 4:55
답변 · 5
2
I would like to make corrections in the poetry u posted as content of your question makes little sense. Sheher Dar Sheher Liye Firta Hoon Tanahaai Ko I carry loneliness/solitude from a city to another. Kaun Sa Naam Doon Main Teri Shanasaai Ko What name should I give to this acquiantance Koi Mehfil Ho Tera Naam To Aa Jataa Hai If there is a 'mehfil' your name comes Jaan Kar Saath Laga Rakkha Hai Rusavaai Ko Deliberately I have kept infamy. Khub Waqif Hoon Main Duniya Ke Chalan Se Rashid I am very well aware of the ways of the world (Rashid is the name of poet) Maine Patthar Nahi Samjha Hai Kabhi Raai Ko I have never identified mustard seeds as stones
2014년 2월 12일
아직도 답을 찾지 못하셨나요?
질문을 남겨보세요. 원어민이 도움을 줄 수 있을 거예요!