ابحث بين معلمي الإنجليزية المتعددين...
[محذوف]
Hindi Mera naam Anthony hai, aur main vidyaarthi huun. Main apne mata-sri ke saath rehta huun. Har din main apne ghar ko saaf kiya karta huun. Aur bhi main khaana pakta huun. Main do hindustani bhojana pak sakta huun. Ve bhojan matar paneer aur channa masala hain. Mere paas ek billi hai, aur uska naam chota aadmi hai. Vah bhut dayalu aur naram billi hai. Main ek shaandar vidvaan aur ḍakṭara ho jana chata huun taki main dusre logon ki madad kar sakta huun. lekin main sochta huun ki in kaamon me nipun ho jana bahut mushkil hoga! mera rachna ko padhne ke lie, dhanyavaad!

التصحيحات · 7

1

Hindi

Mera naam Anthony hai, aur main vidyaarthi huun. Main apne mata-sri ke saath rehta huun. Har din main apne ghar ko saaf kiya karta huun. Aur main khaana bhi pakata huun. Main do hindustani bhojana paka sakta huun. Ve bhojan matar paneer aur channa masala hain. Mere paas ek billi hai, aur uska naam chota aadmi hai. Vah bhut dayalu aur naram billi hai.

Main ek shaandar vidvaan aur ḍakṭara ban jana chata huun taki main dusre logon ki madad kar sakuun. lekin main sochta huun ki in kaamon me nipun ho jana bahut mushkil hoga!

meri rachna ko padhne ke lie, dhanyavaad!

1

Hindi

Mera naam Anthony hai, aur main vidyaarthi huun. Main apni mata-sri ke saath rehta huun. Har din main apne ghar ko saaf kiya karta huun. Aur main khaana bhi pakata huun. Main do hindustani bhojana paka sakta huun. Ve bhojan matar paneer aur channa masala hain. Mere paas ek billi hai, aur uska naam chota aadmi hai. Vah bhut dayalu aur naram billi hai.

Main ek shaandar vidvaan aur ḍakṭara ban jana chata huun taki main dusre logon ki madad kar sakuun. lekin main sochta huun ki in kaamon me nipun ho jana bahut mushkil hoga!

meri rachna ko padhne ke lie, dhanyavaad!

 

 

 

0

genius.salil007
my skype name

0
Thanks you for your review and compliment! : )
0
aapne achcha likha he.

هل تريد التطور بشكل أسرع؟

انضم لمجتمع التعلّم هذا وجرّب التمرينات المجانية!

لا تفوّت فرصة تعلّم لغة جديدة وأنت مرتاح في منزلك. تصفّح مجموعتنا المختارة من مدرّسي اللغات ذوي الخبرة وسجّل في درسك الأول الآن!

ابدأ التعلم اليوم