[محذوف]
In Urdu lafzon ka matlab kya hai? zabt-e-Gam naaKhudaa afshaa.N daramaa.N masalehat uriyaa.N aqiidat iisaar Context jab zabt-e-Gam dil pe na jaanaa.N ko_ii rahaa motii sajaa liye hai.n sar-e-mizsh_gaa.N kabhi kabhii shaayad ke naaKhudaa ko bhii logo Khabar na thii ruKh apanaa mo.D letaa hai tuufaa.N kabhii kabhii kuchh yuu.N lagaa ki husn sitaaro.n me.n ghir gayaa dekhii jo un kii maa.Ng me.n afshaa.N kabhii kabhii dil par lagii jo choT to jii bhar ke ro liye yuu.N bhii kiyaa hai dard kaa daramaa.N kabhii kabhii naadaa.N ho is qadar tumhe ye bhii Khabar nahii.n chalataa hai masalehat se biii insaa.N kabhii kabhii tum un ko kyaa kahoge jo jhuuThii anaa ke saath dekhe gaye libaas me.n uriyaa.N kabhii kabhii iisaar me.n vafaa me.n aqiidat me.n pyaar me.n 'Ejaz' vo lagaa hai numaayaa.N kabhii kabhii
١٩ أبريل ٢٠١٢ ١٠:٢٦
الإجابات · 6
zabt-e-Gam = captivity of sorrow naaKhudaa = boatman,, maajhi in hindi afshaa.N = I forgot this word, sorry mate. :( daramaa.N = cure, ilaaj masalehat = examples, plural of misaal uriyaa.N = naked, nanga in hindi aqiidat = a strong belief iisaar = sacrifice esp self-sacrifice is this a copy paste from urdupoetry.com? I will happily kill them for the transliteration they use.
١٩ أبريل ٢٠١٢
zabt-e-Gam Mean to control sorrows .......NaKhuda Mean Who Dun believe on and God,,,,,Afshann - mean Disclose .......Darmaan - Mean having good feelings for others ..... Maselehat -Mean Good Fortune ... Uriyaan -Mean Naked (wihout clothes) ..... Aqidat -Mean Feelings of love....iisar mean Sacrifice,brotherhood.
٢٣ مايو ٢٠١٢
No, certainly not. I have read pur-afshaan in Ghalib´s writing. its certainly has nothing to do with hairs.
١٩ أبريل ٢٠١٢
Thanks friend :) Well I did some research and افشاں has something to do with hair...may be an accessory for women. Lekin Madad ke liye bahut bahut shukria :):)
١٩ أبريل ٢٠١٢
a better plural of lafz is alfaaz. lafzon is just casual :)
١٩ أبريل ٢٠١٢
لم تجد إجاباتك بعد؟
اكتب اسألتك ودع الناطقين الأصليين باللغات يساعدونك!