poetry for my father
dedicate to my father and i miss him love u dad ♥
Muje rote hoie chorh gaie aur chale gaie
Lihaf-e-kafan ko tum ourh gaie aur chale gaie ♥
Kamzor tha mian, bad-e-mukhalif k muqable main
Onhi hawaoun k rukh mourh gaie aur chale gaie♥
Jo bhi haath pohonchta tha meri garden tak
Onhi haathon ko marourh gaie aur chale gaie ♥
Zalim hai ye zamana ham kia karenge?
Hamari zindagi jachour gaie aur chale gaie ♥
Tum ne jis paude ko jo laho se hai seencha
Tanaawar darakht bana kar chourh gaie aur chale gaie ♥
Jise sahara dia sahara banne ki umeed main
Usi saharae ko bhi chourh gaie aur chale gaie? ♥
多彩な 英語 講師陣から検索…
訂正 · 2
0
May Allah grant your Father.
0
Salam, Will you accept any query from me...
もっと早く上達したいですか?
この学習コミュニティに参加して、無料の練習問題を試してください!
ご自宅で快適に語学を学べるチャンスをお見逃しなく。経験豊富な語学講師陣の中からお選びいただき、今すぐ最初のレッスンにお申し込みください!
今すぐ学習を始める
