英語 の講師を検索する
Vadim
Can anyone translate?
Project Manager : hadd ho gayi ab toh agla project de hi diya jaaye
Developer/Designer: Sir ji project dene se pahle main kuchh arge karna chaahunga
CEO/MD : bakte raho..
Developer/Designer: Pahle project main yeh kaha gya ki project chota hai jaldi khatam ho jaayega lekin woh pure 3 mahine chalta raha
dusre project main bhi
client meeting ke 20 din baad project mila aur kaam suru hua ek mahine baad,
jabki meeting main maine yeh saabit kar diya ki development main deri nahi hai project late mila hai aur Shekhar bhi us din saare sach kahne hi wala tha; ki project manager ne phir se apni chaal chal di client no-responding karke baat taal li, nahi toh usi din sir ji mujhe ghar jaane ki chutti mil jaati, aur aaj aap fir se project de rahe hain......... is project se pahle ki thapp se kisi court main panggaa aajayega aur main 1 mahine ke liye fir latak jaaunga aur aap fir se project de denge
aur us project se pahle koi na koi developer resign maar ke chala jaayega aur is tarah naa toh develpment ke liye koi rahega aur naa
hi chutti maangne wala rah jaayega toh sirf project aur yahi hota raha hai sir ji
project pe project project pe project project pe project .... project pe project milte rahe hain lekin
increament nhi mila sir ji, increment nahi mila....... mila hai toh sir yeh project
project ke managers ne project ko chuttiyon ke khilaap ek hathiyaar ki tarah istemaal kiya hai sir ji,
do project ke beech office ke bahar yeh chuttiyon ka dhanda karte hain, dhanda! jahan HR pataye jaate hain unhi ko saare samoshe khilaaye jaate hain aur rah jaate hain sirf projects...
log engineering ke liye apni zameen jaayzaad bechkar padhte hain, aur milte hain toh sirf projects aurton ne apne gahne jewar yahan tak ki mangalshutra bhi beche hain bachhon ke liye aur unke bachhon ko bhi mile hain projects
sql, .net, java, main ghus ghus ke kai saare engineers khud ban jaate hain project aur unhe bhi milte hain sirf proooject
yeh haal pure hindustan ke kamjor aur sataaye hue engineers ka hai aaj un sabki nazrein aap pe gadi hain aap par, ki aap unhe kya dete hain
INCREMENT YAH PROJECT
agar aap unhe increment nahi de sakte toh band kijiye yeh outsourcing, ukhaad fenkiye yeh computers ko faad dijiye uninstall kijiye in saare softwares ko taaki projecton ke in chakkron main engineers tabaah naa ho! barbaad na ho!
https://www.facebook.com/photo.php?v=446960662024343
2013年1月23日 01:59
回答 · 2
1
Project Manager : hadd ho gayi ab toh agla project de hi diya jaaye
now it is too much, now new a project should definitely be given.
Developer/Designer: Sir ji project dene se pahle main kuchh arge karna chaahunga
Sir ji. before giving project i would like to argue something.
CEO/MD : bakte raho..
keep spewing.
Developer/Designer: Pahle project main yeh kaha gya ki project chota hai jaldi khatam ho jaayega lekin woh pure 3 mahine chalta raha
in first project it was ssaid that the project is small and will complete quickly but it went on for whole 3 months.
dusre project main bhi
in second project too
client meeting ke 20 din baad project mila aur kaam suru hua ek mahine baad,
project was alloted 20 days after client meeting and work started 20 days later,
jabki meeting main maine yeh saabit kar diya ki development main deri nahi hai
infact in the meeting i proved that development was not late
project late mila hai aur Shekhar bhi us din saare sach kahne hi wala tha; ki
poject was given late and Shekhar too was going to speak all truth on the day;but
project manager ne phir se apni chaal chal di client no-responding karke baat taal li,
project manager againg played his trick. he defered the topic saying 'Client not-responding'.
nahi toh usi din sir ji mujhe ghar jaane ki chutti mil jaati,
else i would have got leave to go to home on that day,
aur aaj aap fir se project de rahe hain....
and u, today are giving me project again...
..... is project se pahle ki thapp se
......the line is not properly understandable
kisi court main panggaa aajayega
there will be a problem with/by some court.
aur main 1 mahine ke liye fir latak jaaunga aur aap fir se project de denge
and i will again be hooked for a month and u will give a project again.
aur us project se pahle koi na koi developer resign maar ke chala jaayega
and before that project definitely any developer will resign and go.
aur is tarah naa toh develpment ke liye koi rahega aur naa
and in this way niether willbe any one for development and nor
2013年1月24日
まだあなたの答えが見つかりませんか?
質問を書き留めて、ネイティブスピーカーに手伝ってもらいましょう!
Vadim
語学スキル
中国語 (普通話), 英語, ヒンディー語, ロシア語, 手話
言語学習
中国語 (普通話), 英語, ヒンディー語, 手話
こんな記事もいかがでしょう

6 Ways italki Can Help You Succeed in Your School Language Classes
6 いいね · 0 コメント

The Power of Storytelling in Business Communication
46 いいね · 12 コメント

Back-to-School English: 15 Must-Know Phrases for the Classroom
33 いいね · 7 コメント
他の記事