Zoek tussen verschillende Engels docenten...
Berichten
In Hindi, what does the word 'kitnu' mean?
I have read it sometimes and in the context it seems like it means something like 'however' or 'but instead', but I'm not sure and I would be interested to know what it means and what circumstances to use it :)*Actually my mistake :) I meant to write 'kintu', I've just always accidentally read it as 'kitnu'.
5
1
Aaj chutti hai!
Namaste! Aaj meri garmiyon ki chuttiyan ki shuru hai. Kitnu main bahut thaki hoon, kyonki school ke ant se pehle main ek bari pareeksha thi! Aur ab mere paas zyada chuttiyan ki homework, to main thodi vyast hogi. Yehi meri zindagi hai! Lekin kabhi kabhi vyast rakhne mein accha lagta hai; mujhe school bahut pasand hai. Main school ko prernadayak aur dilchasp lagta hai. Aur ye chuttiyan Christmas ki hain! Mujhe Yishu ke karan Christmas bahut pasand hai.
Merry Christmas, aur naya saal mubarak ho!
6
0
kuch aur hindi baatein
Pichle hafte hindi ki kaksha mein, main ek ajeeb galti ki hai. Main aur meri teacher dono hans rahi thi. Vaakya ka anuvaad karne mein 'We are free now' (hum ab khaali hain) tha. Lekin main ise ke rup mein anuvaad: 'hum ab azaad hain'. Meri teacher hansi!
1
1
Could someone who speaks Telugu help me understand the words of this song? Thanks :)
So I was in India recently and some friends of mine were teaching me a really lovely song, but they couldn't figure out how to translate the words. I was wondering what the words meant, so I found the lyrics on the internet, but not any translations:
కన్నీరేలమ్మ కరుణించు యేసు నిన్ను విడువబోడమ్మా
కలవరపడకమ్మ కరుణించు యేసు నిన్ను విడువబోడమ్మా
కరుణ చూపి కలత మాన్పే
ఏసే తోడమ్మా
1. నీకేమి లేదని ఏమి తేలేదని
అన్నారా నిన్ను అవమానపరిచారా
తల రాత ఇంతేనని తరువాత ఏమవునని
రేపటిని చింతించుచున్నావా
చింతించకన్న యేసు మాటలు మరిచావా
మారను మధురముగా మార్చెను చూసావా
2. నీకెవరు లేరని ఏంచేయలేవని
అన్నారా నిన్ను నిరాషాపరిచారా
పురుగంటి వాడనని ఎప్పటికి ఇంతేనని
నా బ్రతుకు మారదని అనుకుంటూవున్నావా
నేనున్నానన్న యేసు మాటలు మరిచావా
కన్నీరు నాట్యముగా మార్చును చూస్తావా
If anyone could help me understand the words it would be really appreciated, even just a verse :)
4
0
Kuch hindi baatein
Namaskaar! Main paanch saal tak hindi seekh rahi thi, lekin meri hindi bahut acchi to nahi hai :) Do hafte pehle, main bharat gayi mere papa ke saath. Main bahut khush thi! Jab main keval choti thi, yeh mera sapna tha (ki main bharat jaaun). Bharat mein, main kai nayi dost mili hai. Lekin unke naam yaad nahi karti! Haaye. Hum kai sheheron gaya; Dilli, Agra, Lucknow, Vijayawada, Hyderabad. Dilli bahut bahut bada hai! Aur Lucknow, Hyderabad bhi kafi bade hain. Dilli mein, hum Paharganj gaye - thoda-sa paagal tha! Bahut se log hain. Lekin vahan main bahut maza aayi. Lucknow ke paas, hum ek chote se gaanv ka daura kiya. Jab main ghar pahunchi, main kafi dukh thi! Mujhe bharat bahut pasand hai. Maine kaha: 'main jaa rahi hoon taki main waapas aa sakungi', aur phir, 'Phir milenge, bharat.' Main aasha karti hoon ki main waapas aaungi!
6
0
