Can anyone translate this for me?
Shahar dar shahar Liye phir ta hum tanha hai ho
kaun sa naam hu me teri shanna thayi ko
koi mehfil ho tera naam ko aaja tha hai
jaan kar saat laga raha hai rus wahi ko
jis tharaf jayiye hai kauk lag lafson kahajoon
kaun samje yahaan awaaz ki gehrahai ko
Koob baat hum mein duniyaan ke chalan se Rashid
Mein ne parbat nahi samja hai kabi rai ho
I would like to make corrections in the poetry u posted as content of your question makes little sense.
Sheher Dar Sheher Liye Firta Hoon Tanahaai Ko
I carry loneliness/solitude from a city to another.
Kaun Sa Naam Doon Main Teri Shanasaai Ko
What name should I give to this acquiantance
Koi Mehfil Ho Tera Naam To Aa Jataa Hai
If there is a 'mehfil' your name comes
Jaan Kar Saath Laga Rakkha Hai Rusavaai Ko
Deliberately I have kept infamy.
Khub Waqif Hoon Main Duniya Ke Chalan Se Rashid
I am very well aware of the ways of the world (Rashid is the name of poet)
Maine Patthar Nahi Samjha Hai Kabhi Raai Ko
I have never identified mustard seeds as stones
12 lutego 2014
4
2
Nadal nie znalazłeś/łaś odpowiedzi?
Napisz swoje pytania i pozwól, aby rodzimi użytkownicy języka ci pomogli!