Szukaj różnych nauczycieli angielski...
Posty
Chake De India First Part Plot Summary Jab film shuru hota hai, ham kai sal picche vapas lautate hain. Aadmiyon ki hockey world championships hai, India versus Pakistan! "Ek aur minut ke sath, India Pakistan se ek goal picche chal reha hai. Ab dekh rehe hain ki stroke kaun leta hai!" Aadmi Khabir Khan hai. Usne goal miss kiya, lekin foul ke liye, voh penalty shot lega. Kaafi suspenseful ... Kahbir goal koshish karta hai aur ... voh miss karta hai. Is din me, India ke liye haar hai. Match ke baad, Khabir, accha sportsman, Pakistan ki player ke sath handshake karta hai. Journalists Khabir se baat karte hain, aur use kuch stupid aur rude savaal poochte hain. Khabir kaafi emotional hai, aur voh taiyar nahin hai. Voh bhi in saval ke liye naraaz hai, aur angry javab deta hai. Maine yeh pura portion nahin samjha, lekin ooske baad, lagbhag pura desh ko lagta hai ki Khabir traitor hai, aur ki usne Pakistan ki madad kiya hai. Yeh baat religious prejudice ke liye zyada kharab hai, kyokin Khabir muselmaan hai, aur kuch log ko lagta hai ki sab Muselmaan ko India se Pakistan zyada pasand hai. Kuch sal baad... ham India ke sports ke sardaar ke daftar dekhte hain. Aurtiyon ki team coach ki zarurat hai. Lekin kaun? Sardaar me, kai log ko lagta hai ki team joke hai. Lekin, ek aadmi ka naam nikelta hai... Khabir Khan! Khabir keheta hai ki "Indian women's hockey team ke, coach banna chahata hoon". Team ki players bahut pradesh se hain. Ragtag bunch hai! Ek badhi mazboot Punjabi ladhki (jo aksar pareshaan hai). Ek chhoti Haryanvi ladkhi. Do Manipur se ladhkian (jo logon ko lagta hai ki Hindustani nahin hain). Ek ladkhi jo "ho" keheti hai (dusra regional stereotype hai)? Khabir bahut sakht coach hai. Preeti Sabarwal, jo apni pradesh ki team captain hai, late aati hai. Khabir usse "out! agle sal vapas aayogi" baat karta hai. "Late aane-wale ke liye, jugeh nahin!". Kai players ko Khabir ka coaching style pasand nahin hai. Especially sab se purani player. Ve coach ko keheti hain ki "ham aapke sath nahin khelengi". Khabir quit karta hai, lekin unko ek McDonalds dopheher ka khana dete hain. Do aadmi ladhkiaan ko tang karte hain, aur ooske baad, bahda jhagdha hota hai!!! Team unity dhoondhti hain. Khabir phir se coach hai. Phir bhi, #1 sardar ki douchebag keheta hai ki "womens team ki world championships ke liye, funding nahin hai". Khabir offer deta hai... "humari team mens team ke saath khelengi! Winner sara funding lega". Womens team lose karta hai, lekin mens team ke score ke nazdeek womens team hai.
2 marca 2019
1
0