Kevin Reinstein
Adab arz hai jab mujh ne ajnabi se kaho ke adab arz hai, to zyadatar unse jawab nahin dete. koi nahin ne mujh se kaho keh yeh galat hai. yeh bahut mushkil hai kyunkeh woh bahut fez bolte hai. mujhe ajnabi ke sath bolna nahin pasand hai. is lie ke mujhe sikhna hai.
2015年1月14日 02:47
修正 · 11
2

Jub may nay ajnabi sey keha " Adab aarz hai " tau zeyada ter us ney jawab nahi dia.
Kisi ney mugh sey nehi kaha yee ghulat hai.
Yee buhut mushkil hai, kuyun-ke wo buhut juldi boolta hai.
Mughy ajnabi key saath boolna pusand nahi hai.
Is lye key mughy seakh-na hai.

2015年1月14日
2

Adab arz hai

jab main ne ajnabiyon se kehta hun ke adab arz hai, to zyadatar is ka jawab nahin dete. kisi nahin ne mujh se nahin kaha keh yeh ghalat hai. yeh bahut mushkil hai kyunkeh woh bahut tez bolte hain. mujhe ajnabiyon ke sath bolna nahin pasand nahin hai, is lie ke lekin mujhe sikhna hai. ("I don't like talking to strangers, but I have to learn." I hope this is what you were trying to say.)

2015年1月15日
1

Adab arz hai

Jab mein ne ajnabion se kaha ke "adab arz hai" to un mein se zayada ter ne jawab nahi diya. Kisi ne muj se ye nahi kaha ke ye ghalat hai. Ye bohat mushkil hai kiyon ke wo bohat taiz bolta hai.Muje ajnabion ke sath bolna pasand nahi, is liye ke muje seekhna hai.

2015年1月15日
That was another example, here is the latest one: http://www.italki.com/question/280978
2015年1月30日
Strange, Mr. Azeem writes the same text I wrote above with reference here: http://www.italki.com/question/266379 But he fails to give reference. This is a dishonesty.
2015年1月30日
顯示更多內容
想進步快一點嗎?
加入此學習社群,來試做免費的練習吧!