Wählen Sie aus verschiedenen Englisch Lehrkräften für ...
United States flagLindsey
about me Mera naam Lindsey hai. Main America se hoon aur main Hindi sikhna chahati hoon. Mujhe hindi bahut pasand hai lekin main hindi itni achchi nahi hoon. Mujhe bharat bahut pasand hai aur mujhe bollywood film pasand hai. Main linguist bannaa chahti hoon aur make new friends .

Korrekturen · 7

3

about me

Mera naam Lindsey hai. Mein America se hoon aur Hindi sikhna chahati hoon.
Mujhe hindi bahut pasand hai lekin meri hindi itni achchi nahi hai. Mujhe Bharat bahut pasand hai aur mujhe bollywood chalchitra (movie or cinema) pasand hai. Mein bahubhashi (linguist) bannaa chahti hoon aur naye(new) dost(friend) banana(make) chahati hoon.

मेरा नाम ‍‌लिनडसे है|(this symbol meaning is full stop) मैं अमेरिका से हूँ और हिन्दी सीखना चाहती हूँ|मुझे हिन्दी बहुत पसन्द है पर मेरी हिन्दी इतनी अच्छी नही है|मुझे भारत बहुत पसन्द है और बोलीवुड सिनेमा( cinema word is more popular than chalchitra) बहुत पसन्द है| मैं बहुभाषी(linguist) बनना चाहती हूँ और नए दोस्त भी बनाना चाहती हूँ| 

0
keep watching Bollywood movies !
0
will happy to help you !
0

about me

Mera naam Lindsey hai. Main America se hoon aur main Hindi sikhna chahati hoon.
Mujhe hindi bahut pasand hai lekin meri hindi itni achchi nahi hai. Mujhe bharat bahut pasand hai aur mujhe bollywood filmen bhi bahut pasand hain. Main linguist bannaa chahti hoon aur naye dost banana chahti hoon.

0

about me

Mera naam Lindsey hai. Main America se hoon aur main Hindi sikhna chahati hoon.
Mujhe hindi bahut pasand hai lekin meri hindi itni achchi nahi hain. Mujhe Bharat bahut pasand hai aur mujhe bollywood ke film pasand hai. Main linguist bannaa chahti hoon aur mujhe naye dost banane hain.

Möchten Sie schneller voran kommen?

Treten Sie dieser Lern-Community bei und testen Sie kostenlose Übungen!

Verpassen Sie nicht die Gelegenheit, bequem von zu Hause aus eine Sprache zu lernen. Stöbern Sie in unserer Auswahl an erfahrenen Sprachlehrern und melden Sie sich jetzt zu Ihrer ersten Unterrichtsstunde an!

Heute mit dem Lernen beginnen