can anyone teach me hindi
if there is anyone instrsted teaching me hindi pls let me know
Выбрать из множества учителей по предмету английский...
Ответы · 3
1
You can find people in Language Partners.
0
How did you come? Tum / aap kaise aaye ?
How did you sleep? Tum kaise soye ?
How did you drive the car ? Tumne car kaise chalayee ?
How did you write? Tumne kaise likha ?
How many apples are there in my hand? Mere haath mein kitne sev hein ?
How many did you take? Tumne kitne liye ?
How much did he pay you? Usne tumhen kitna paisa diya ?
How much distance to go? Aur kitni door jana hai ?
How was the journey yesterday? Kal ki yatra kaisi thi ?
Which way did you come? Tum / Aap kis raaste se aaye ?
Which is your favourite colour? Tumhara /Aapka pasandida rang kaun sa hai?
In which room did you sleep? Tum / Aap kaunse kamre mein soye ?
Which story did you tell? Tumne kaunsi kahani batayee ?
Which is the sweetest fruit? Sabse meetha fal kaunsa hai ?
Which is the best newspaper in Hindi? Hindi mein sabse achcha newspaper kaunsa hai ?
Which Indian state has the largest population? Kis bharatiya rajya ki jansankhya sabse jyada hai ?
Where are you coming from? Aap / tum kahan se aa rahe ho ?
Where did you sleep? Tum kahan soye ?
Where is the manager’s cabin? Manager ka cabin kahan hai ?
Where should I go? Mujhe kahan jaana chahiye ?
Is it a book? Kya yeh kitab hai ?
Yes, it is a book Haan, yeh kitab hai
Is it the answer? Kya yeh jawab hai?
Yes, it is the answer Haan yehi jawab hai.
Will you come with me? Kya tum mere saath aaoge ?
I shall come with you. Mein tumhare saath aaunga.
Will you give me your pen? Kya tum mujhe apna pen doge ?
Yes, of course. Haan, zaroor
Do you love me ? Kya tum mujhe pyar karte ho ?
Yes, I love you. Haan mein tumhein pyaar karta (m) / karti(f) hoon
Can you give me your pen? Kya tum mujhe apna pen de sakte ho?
Can you lift the box? Kya tum box utha sakte ho ?
Can you write the exam? Kya tum pariksha likh sakte ho ?
Did you have your lunch? Kya tumne dopehar ka khana khaya ?
How are you? Tum kaise ho / Aap kaise hain ?
I am fine Main achha hoon
0
how much do you know.? what exactly want to learn.. written or spoken
Все еще не нашли ответы?
Напишите свои вопросы, и пусть вам помогут носители языка!
Не упустите возможность выучить язык, не выходя из дома. Ознакомьтесь с подборкой опытных преподавателей и запишитесь на свой первый урок прямо сейчас!
Начните учиться сегодня
