[此账号已停用]
Meaning of Urdu Words 2 tashnaalabii soz-e-nihaa dariiche mohazzab Context us dariiche me.n bhii ab ko_ii nahii.n aur ham bhii sar jhukaa_e hu_e chup-chaap guzar jaate hai.n raastaa roke kha.Dii hai yahii ulajhan kab se ko_ii puuchhe to kahe.n kyaa ki kidhar jaate hai.n narm aavaaz bhalii baate.n mohazzab lahaje pahalii baarish me.n hii ye rang utar jaate hai.n ik yahii soz-e-nihaa.N kul meraa sarmaayaa hai ab iraado.n pe bharosaa hai na taubaa pe yaqii.n mujh ko le jaaye kahaa.N tashnaalabii shaam ke baad
2012年4月20日 06:35
回答 · 1
us dariiche main bhii ab koi naheen aur ham bhii sar jhukae hue chup-chaap guzar jaate hain raastaa roke khaDi hai yahi uljhan kab se koi puche to kahen kyaa ki kidhar jaate hain narm aavaaz bhalii baatain mohazzab lahaje pehali baarish mein hi ye rang utar jaate hain ik yahi soz-e-nihaaN kul meraa sarmaayaa hai ab iraadon pe bharosaa hai na taubaa pe yaqin mujh ko le jaaye kahaaN tashnaalabii shaam ke baad this is poetry , written in urdu .....
2012年5月23日
还未找到你的答案吗?
把你的问题写下来,让母语人士来帮助你!