Tìm kiếm từ nhiều giáo viên Tiếng Anh...
Spain flagaroarubio
Namaste doston!!! Namaste! Mera naam Aroa hai aur mein Spain mein paeda hui thi. Mera bhasha Spanish hain lekin mujhe English aati hai bhi. Mein shikshak hoon. Mein Hindi sikh rahi hoon kyonki mujhe India bahut accha lagta hai! Mujhe Bollywood movies dekhna, photography aur traveling acche lagte hain!

Bài chữa · 7

0
nice try (kuch chhoti-choti galtiyon ko chod de to)if we ignore some of the minor mistakes
0

Namaste Doston!!!

Namaste!

Mera naam Aroa hai aur mein Spain mein padhi hui hu/(Mene Spain me padhaai ki hai)

Meri bhasha Spanish hain lekin mujhe English bhi aati hai.

Mein addhyapika (अध्यापिका = female teacher) hoon.

Mein Hindi seekh rahi hoon,kyonki mujhe India bahut accha lagta hai!

Mujhe Bollywood movies dekhna,photography aur traveling acche lagte hain!

 

 

"Yor Are Good In Hindi Aroa"

 

Dhanyawaad!!

0
sub kuchh thik hai par kuchh mistak hai..1. "mera bhasha" use like meri bhasha. 2. "english aati hai bhi" use english bhi aati hai... keep it up friend...
0

Namaste doston!!!

Namaste!
Mera naam Aroa hai aur mein Spain me paeda hui thi. meri bhasha Spanish hai lekin mujhe English bhi aati hai . Mein shikshak hoon. Mein Hindi sikh rahi hoon kyonki mujhe India bahut accha lagta hai! Mujhe Bollywood movies dekhna, photography aur traveling acche lagte hain!

0
flawless entry. just one sentence "Spain mein paeda hui thi" i was born in spain, in hindi writing like this gives a feeling that u r not in spain anymore.

Bạn muốn tiến bộ xa hơn?

Hãy tham gia cộng đồng học tập này và thử nghiệm những bài tập miễn phí!

Đừng bỏ lỡ cơ hội học ngoại ngữ ngay tại nhà. Hãy xem danh sách các gia sư ngôn ngữ giàu kinh nghiệm của chúng tôi và đăng ký buổi học đầu tiên ngay hôm nay!

Bắt đầu học hôm nay